Tuesday, December 29, 2015

दुनिया को बदलने आई है - Change of mind set is needed and education cannot alone do this, stepping up efforts by all of us to change male mindsets in the world is needed.




                             दुनिया को बदलने आई है                                                                          Duniya ko badlne aaye hai

Duniya ko badlne aaye hai,      

Aastro ko mitane aaye hai,        

Sashtro ko rulane aaye hai,

Duniya ko badlne aaye hai,



Soocho ko jagane aaye hai,

Rooye ko hasane aaye hai,

Aastro ko mitane aaye hai,

Duniya ko badlne aaye hai,



Khuli aankho se sapne deekhane aaye hai,

Sapno ko sajane aaye hai,

Aapno ko manane aaye hai,

Duniya ko badlne aaye hai,



Bhule ko samjhane aaye hai,

Jalte iss suraj se vo panjhe ko ladane aaye hai,

Sashtro ko rulane aaye hai,

Duniya ko badlne aaye hai,



Rok sake usse aab koi aise dikhta he nahe,

Samajh sake jo usko aisa koi bikta he nahe,

Sapne hai bass aab uske aisa he sach sahe,

Apno ne muh moda aab iska dukh nahe,



Bhatke hue ko rah dekhayge,

Yeah ladki kuch karke aayegi,

Drishtikon badlke jayage,

Duniya ko badlne aaye hai,

Duniya ko badlke jayage.